Hindi medium hoon, UPSC Sociology optional rakhna sahi hai ya nahi?
I'm from hindi medium aur mai apna optional sociology rkhna chati hu so is this bad for me Or not?? Bcz sbb khte h ki sociology optional me hindi medium me selection nhi h...
I'm from hindi medium aur mai apna optional sociology rkhna chati hu so is this bad for me Or not?? Bcz sbb khte h ki sociology optional me hindi medium me selection nhi h...
बैरागी · 9d ago
Nhi, esa nahi h
Abhilasha choudhary · 9d ago
@aspirant5550987 sbhi esa hi bol rahe h even teachers bhi mere kuch smjhme nhi aa raha kya karu kya nahi
Abhilasha choudhary · 9d ago
Agr mereko sociology optional hindi medium course purchase karna ho to kaha se karu jo the best ho
बैरागी · 9d ago
@Abhilashachoudhary agar tum sociology mein jyada comfortable nahi Ho to Hindi sahitya le lo
Anshika khandelwal · 9d ago
Yr mene B yhi choose kia tha starting me nd same muje bola sbne.. Ki selection bht kam h.. That's why I choosed hindi Literature
Abhilasha choudhary · 9d ago
@Anshika_003 achaa
Abhilasha choudhary · 9d ago
Classes kaha se li aapne