UPSC aspirant: free hostel ya sarkari scheme Delhi ya kahin bhi?
Aspirant ke liye koe hostel ya koe government ki scheme koe foundation hai kya jaha rhna khana peena free ho or achhe se padai kr ske delhi ya kahi bhi
Aspirant ke liye koe hostel ya koe government ki scheme koe foundation hai kya jaha rhna khana peena free ho or achhe se padai kr ske delhi ya kahi bhi
Pratiksha Rathi · 2d ago
Jamia millia karata hai exam hr sal for free residential coaching and residence of Upsc aspirants
Amman 😘😎 · 2d ago
@rathiprati Lekin shayad wo SC/ST and girls ke lye hai bas
Rudraksh · 2d ago
जामिया करता है
Nilmani Tripathi · 2d ago
Drishti bhi
Krishna Namdeo · 2d ago
@kaleenbhaiya After prelims 🥲
Sahil Alam · 2d ago
Shibli Residential Coaching Academy, आजमगढ़
Arjun · 2d ago
BHU mein hai ek program but for OBC amd SC ST only.
Shikhar Srivastava · 1d ago
Tihar jail 💀