UPSC: Article 21 aur euthanasia phir prelims mein aa sakta hai?
Ek baat toh clear hai upsc concept toh repeat karta hai aur yeh article pehle ramdev baba ki nidra ke karan,, fir bollywood stars ki privacy ke karan , famous tha toh question bana ,,,is baar euthenesia (harish rana case ) aur phutpaat par chalne ka adhikar mila toh fir article 21 surkhiyon me hai kya lgta hai guys??? Kya jo me soch wahi aap soch rahe hai 😅

Pratiksha Rathi · 1d ago
Kya soch rahe hai aap 😭
Krishna Namdeo · 1d ago
@rathiprati yahi ki yaha se question aa sakta hai shayad 🥱